Husband and his family

Oct 07, 2025 133 views 1 answers
Family Law
Anonymous
Oct 07, 2025
Family Law
► Meri nov 10/11/2024 ko shadi hui hai ek mahina sasural mein achaa gaya lekin badi jethanine aur uske husband ne sasural ke ghar ke liye mujhe ghar se nikal diya janvary se mein apne mayeke mein hu mera husband bhi un logo ke side ho gaya hai koi bhi mujhe mayeke lene aane ki baat nhi kar rahe hai husband to 8 months se mujse baat bhi nhi kar raha hai sab logo ne mujse jhoot bolkar shadi ki hai shadi ke baad mera husband mujhe bol raha hai ki hum dono gao uske chacha ke ghar jake rahenge mein kheti badi karunga aur mumbai ke ghar me mera bhai jo ki uske papa ka hai to mein yesa kya karu ki sab ke sab mere mayeke mujhe lene aaye
133 views
1 answer

1 Answer

Oct 08, 2025

Dear Mam, as per your query,

 

Through a family lawyer, you can send a legal notice to your husband stating that:

You are willing to live with him at the matrimonial home. He and his family forced you out of the house without reason. 

 

If your husband still refuses to take you back, you can file a petition in the Family Court under Section 9 of the Hindu Marriage Act asking the court to direct him to live with you again. If you don’t want to go back unless they change their behaviour:

You can file for maintenance under Section 125 CrPC or Section 20 of the Domestic Violence Act, to get monthly financial support from your husband.

 

For further clarification and details, feel free to contact our OLQ Team for a detailed discussion. 

Log in as a legal professional to answer this question.